skip to main |
skip to sidebar
pyar kya yahota hai .....yah sirf saririk aakarshan hai yaa atma ka aakarsan pahle hame ye tay karna padega ki pyar ka aadhar kya hona chahiye . yadi saririk prem ko chunoge to yah samay ke saath samapt ho jayega aur pyaar bhi.
yadi ham aatmik prem ko swikarte hai to yah samay ke sath samapt nahi hota balki lagatar hamesha badata rahata hai
yah aap par nirbhar karta hai ki aap kya chahte hai ......
pyar hi es sansar ka aadhar hai aur pyar hi es sansar me hai par pyar ka swaroop aapke sambandho ke hisab se badalta hai